Kabhi
suno meri zaabani, ek bulbule ki kahani...
Boond boond
mein chutki bara aasman,
Sapnoo ki
duniya, jahaan ke us par,
Sameyte choti
si hatheliyoon mein,
woh pura
aasaman….
Giri ek Boond,
kahin jo ansh par,
Bana bulbula ,
tyara woh Zameen par,
Kuch der khud nacha, woh Jooma , auron ko bi
lubhaya, hasaya..
Upar wale ne usse , kuch nazuk tha banaya,
Dhor apne hath
rakhi aur khoob usse nachaya,
Jaise hi dhor khichi, aankheen uski
meenchi,
Pani hi tha,
Paani mein ja milaya..
Har insaan hai bulbula, jo samjo to janoo,
Likha hai waqt har kissi ka, hai dhor ussi
ke hath yeh mano..
Jitna bi hai
waqt khushi se beetao..
No comments:
Post a Comment